Monday, December 3, 2012

Jab dard hua to ... (Hindi)


Kuch dil ka, kuch khud ka
Pata nahin kaunsa woh dard tha jisne pehle dilaaya woh ehsaas zindagi ka
Lekin kya ajeeb yeh kahaani hai
Jis dard ne maara - usi ne zinda hone ka ehsaas bhi dilaaya

No comments:

Post a Comment