Sunday, December 26, 2010

... and God created Woman (Hindi)

Banaanewaale ne bhi kya cheez hai banai!
Kehte hai galti insaan se hoti hai, haay yeh kaisi galti khuda se ho gayi
Uske saath jiya na jaaye, uske bagair tanhaayi sataaye
Waqt bhi unn zakhmon ko bhar na paaye
Banaanewaale ne bhi kya hai cheez hai banai
Aye Khuda tune kyon Aurat banai?

No comments:

Post a Comment